Kahaan Chale Gaye Ho Ram Lyrics – Batwara 1947 | Shaan

Kahaan Chale Gaye Ho Ram Lyrics is a Hindi song from the movie Batwara 1947 (2026), sung by Anuradha Paudwal and Shaan. The lyrics are written by Javed Akhtar, with music composed by A. R. Rahman. The song features Sunny Deol, Preity Zinta, Shabana Azmi, Karan Deol, and Ali Fazal.

Kahaan Chale Gaye Ho Ram Lyrics – Batwara 1947

Song Details

Song Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Movie Batwara 1947 (2026)
Starring Sunny Deol, Preity Zinta, Shabana Azmi, Karan Deol, Ali Fazal
Director Rajkumar Santoshi
Music A.R. Rahman
Lyrics Javed Akhtar
Singers Anuradha Paudwal, Shaan
Song Release 22 July 2026
Link Watch video on YouTube
Download Lyrics PDF

Kahaan Chale Gaye Ho Ram Lyrics in English (Romanized)

Jag Soona Hai Man Soona Hai
Neer Nain Se Barse
Ram Gaye Banvaas Mahal Mein
Maa Kaushalya Tarse
Maa Kaushalya Tarse Tarse

Meri Mamta Tumhein Pukaare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Tum Hi Ho Man Ke Sahaare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram

Tum Hi Ko Chaahe Mere Nayan
Tumko Hi Maange Ye Jeevan
Tum Hi Ko Chaahe Mere Nayan

Meri Mamta Tumhein Pukaare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Tum Hi Ho Man Ke Sahaare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram

Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Maa Kaushalya Ko Jo Ram Ji Ne Diya
Keval Itna Hi Sandesh Tha
Woh Mera Dharm Hai
Woh Mera Karm Hai
Jo Pitashri Ka Aadesh Tha

Tu Niraash Na Ho
Tu Hataash Na Ho
Main Kabhi Door Tujhse Nahin
Man Ki Aankhon Se Jo
Dekhoge Usko To
Paaoge Ram Ko Har Kahin
Paaoge Ram Ko Har Kahin

Meri Mamta Tumhein Pukaare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Tum Hi Ho Man Ke Sahaare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Kahaan Chale Gaye Ho Ram

Kahaan Chale Gaye Ho Ram Lyrics in Hindi

जग सुना है मन सूना है
नीर नैन से बरसे
राम गए बनवास महल में
माँ कौशल्या तरसे
माँ कौशल्या तरसे, तरसे

मेरी ममता तुम्हें पुकारे
कहां चले गए हो राम
तुम ही हो मन के सहारे
कहां चले गए हो राम

तुम ही को चाहे मेरे नयन
तुमको ही मांगे ये जीवन
तुम ही को चाहे मेरे नयन

मेरी ममता तुम्हें पुकारे
कहां चले गए हो राम
तुम ही हो मन के सहारे
कहां चले गए हो राम

हो हो हो हो हो हो हो
मां कौशल्या को जो राम जी ने दिया
केवल इतना ही संदेश था
वो मेरा धर्म है वो मेरा कर्म है
जो पिताश्री का आदेश था

तू निराश ना हो तू हताश ना हो
मैं कभी दूर तुझसे नहीं
मन की आंखों से जो देखोगे उसको तो
पाओगे राम को हर कहीं
पाओगे राम को हर कहीं

मेरी ममता तुम्हें पुकारे
कहां चले गए हो राम
तुम ही हो मन के सहारे
कहां चले गए हो राम
कहां चले गए हो राम

Kahaan Chale Gaye Ho Ram Video Song from Batwara 1947 (2026)

Kahaan Chale Gaye Ho Ram - Batwara 1947 | Shabana, Sunny Deol | AR Rahman | Anuradha P, Shaan, Javed
Share Your Thoughts / Comments / Lyrics Mistake