Muntazir Lyrics is a Hindi song sung by Kaifi Khalil, featuring Kaifi Khalil and Kinza Hashmi. The music is composed by Naveed Nashad, with lyrics written by Qamar Nashad. You can read the full lyrics in Hindi and English (Romanized text) below. This post also includes the song’s embedded YouTube video and a downloadable lyrics PDF.

Song Details
| Song | Muntazir |
|---|---|
| Featuring | Kaifi Khalil, Kinza Hashmi |
| Music | Naveed Nashad |
| Lyrics | Qamar Nashad |
| Singer | Kaifi Khalil |
| Song Release | 15 May 2026 |
| Link | Watch video on YouTube |
| Download Lyrics PDF |
Muntazir Lyrics
Kyun Mujhe Yaad Teri Phir Aayi
Mohabbatein Na Maange Tanhai
Ae Be-khabar Tu Is Qadar
Yun Meri Rooh Mein Bas Gaya
Yeh Aashiqui Kahan Pe Le Aayi
Ke Meri Aankh Phir Se Bhar Aayi
Deewana Phire Dar Badar
Kyun Mujhe Na Aaye Hai Sabr
Muntazir Hai Yaar Ke
Hain Deewane Pyaar Ke
Phir Bhi Tum Ko Chahun Har Dafa
Aalam Tanhai Hai
Teri Yaad Aayi Hai
Uss Pe Sitam Tum Hue Khafa
Dard-e-judai Ka Gham Hai Mila
Ishq Na Samjhe Dhoka Piya
Jis Dil Mein Ho Rehta Khuda
Masoom Sa Dil Tod Diya
Maar Gayi Hai Be-parwahi
Dard Woh Tera Mere Saath Hai
Deewana Phire Dar Badar
Kyun Mujhe Na Aaye Sabr
Muntazir Hai Yaar Ke
Hain Deewane Pyaar Ke
Phir Bhi Tum Ko Chahun Har Dafa
Aalam Tanhai Hai
Teri Yaad Aayi Hai
Uss Pe Sitam Tum Hue Khafa
Muntazir Lyrics in Hindi
क्यों मुझे याद तेरी फिर आई
मोहब्बतें ना माँगे तन्हाई
ऐ बेख़बर तू इस क़दर
यूँ मेरी रूह में बस गया
ये आशिकी कहाँ पे ले आई
कि मेरी आँख फिर से भर आई
दीवाना फिरे दर-बदर
क्यों मुझे ना आए है सब्र
मुन्तज़िर है यार के हैं दीवाने प्यार के
फिर भी तुम को चाहूँ हर दफ़ा
आलम तन्हाई है तेरी याद आई है
उस पे सितम तुम हुए ख़फ़ा
दर्द-ए-जुदाई का ग़म है मिला
इश्क़ ना समझे धोखा पिया
जिस दिल में हो रहता ख़ुदा
मासूम सा दिल तोड़ दिया
मार गई है बेपरवाही
दर्द वो तेरा मेरे साथ है
दीवाना फिरे दर-बदर
क्यों मुझे ना आए सब्र
मुन्तज़िर है यार के हैं दीवाने प्यार के
फिर भी तुम को चाहूँ हर दफ़ा
आलम तन्हाई है तेरी याद आई है
उस पे सितम तुम हुए ख़फ़ा