Kab Talak Lyrics – Arko, Soumee Sailesh | Hindi Song 2026

Kab Talak Lyrics is a Hindi song sung by Arko and Soumee Sailesh. The music, lyrics, and composition are by Arko. The song features Ritik Ahuja and Hiiya Bajwa.

Kab Talak Lyrics – Arko, Soumee Sailesh

Song Details

Song Kab Talak
Featuring Ritik Ahuja, Hiiya Bajwa
Music Arko
Lyrics Arko
Singers Arko, Soumee Sailesh
Song Release 05 August 2026
Link Watch video on YouTube
Download Lyrics PDF

Kab Talak Lyrics in English (Romanized)

Waqt Bhi Guzarta Nahi
Raat Bhi Madhosh Hai
Aur Zubaan Tak Aake Bhi
Baat Yeh Khamosh Hai

Kab Talak Aaoge Aaoge Keh Do
Kis Gali Mein Mil Paaoge Saajna
Kab Talak Aaoge Aaoge Keh Do
Kis Gali Mein Mil Paaoge Saajna

Saajna Saajna
Aa Sajan Aa Bhi Ja
Aa Bhi Ja
Sajan Aa Bhi Ja
Aa Sajan Aa Bhi Ja
Aa Bhi Ja
Sajan Aa Bhi Ja

Main Duur Tujhse
Hua Hi Nahi
Har Pal Main Zinda
Teri Yaad Hai
Jis Din Dobaara
Miley Hum Toh Ho
Khatam Darmiyaan
Fariyaad Hai

Ki Tum Tak Aate Aate
Raah Ruk Jaate Jaate
Mausamon Mein
Chhupti Baarishein
Muqammal Doori Doori
Yeh Majboori Boori
Meri Tooti Khawaishein

Kab Talak Aaoge Aaoge Keh Do
Kis Gali Mein Mil Paaoge Saajna
Kab Talak Aaoge Aaoge Keh Do
Kis Gali Mein Mil Paaoge Saajna
Saajna Saajna

Aa Sajan Aa Bhi Ja
Aa Bhi Ja
Sajan Aa Bhi Ja
Aa Sajan Aa Bhi Ja
Aa Bhi Ja
Sajan Aa Bhi Ja

Kab Talak Lyrics in Hindi

वक़्त भी गुज़रता नहीं
रात भी मदहोश है
और ज़ुबां तक आके भी
बात ये खामोश है

कब तलक आओगे आओगे कह दो
किस गली में मिल पाओगे साजना
कब तलक आओगे आओगे कह दो
किस गली में मिल पाओगे साजना

साजना साजना
आ सजन आ भी जा
आ भी जा
सजन आ भी जा
आ सजन आ भी जा
आ भी जा
सजन आ भी जा

मैं दूर तुझसे हुआ ही नहीं
हर पल मैं ज़िंदा तेरी याद है
जिस दिन दोबारा मिले हम तो हो
ख़त्म दरमियाँ फ़रियाद है

कि तुम तक आते आते
राह रुक जाते जाते
मौसमों में छुपती बारिशें
मुकम्मल दूरी दूरी ये मजबूरी बूरी
मेरी टूटी ख़्वाहिशें

कब तलक आओगे आओगे कह दो
किस गली में मिल पाओगे साजना
कब तलक आओगे आओगे कह दो
किस गली में मिल पाओगे साजना
साजना साजना

आ सजन आ भी जा
आ भी जा
सजन आ भी जा
आ सजन आ भी जा
आ भी जा
सजन आ भी जा

Kab Talak Video Song – Arko, Soumee Sailesh | Hindi Song 2026

Kab Talak | 8K Video | Arko ft. Soumee Sailesh | New Hindi Song 2026 | Official Video
Share Your Thoughts / Comments / Lyrics Mistake