This post features Badshah lyrics in Hindi and English. This song, featuring Emiway Bantai, is a special tribute to Bollywood’s Badshah, Shahrukh Khan. Released on February 3, 2025, it is composed by Tony James, with lyrics and vocals by Emiway Bantai himself. The track is a high-energy anthem celebrating SRK’s legacy, from his romantic persona to his iconic dialogues and on-screen dominance.
Aashiq Hoon Main Qatil Bhi Hoon
Sabke Dilon Mein Shamil Bhi Hoon
Aashiq Hoon Main Qatil Bhi Hoon
Aabke Dilon Mein Shamil Bhi Hoon
Dil Ko Churana Neendein Udaana
Dil Ko Churana Neendein Udaana
Bas Yahi Tera Kusoor
Waadon Se Apne Mukarta Nahin
Marne Main Se Kabhi Darta Nahi
Kya Bolte Badshah? Kya Bolte Ki?
Kya Bolte Company?
Kidhar Hai Phir? Aa Uth Ke Maar Ke
Lavanda Chal Jaake
Marne Se Darte Nahi Chhote
Vaad Hum Karte Toh
Peechhe Mud Karte Nahi Chhote
Bass Ginte Rahe Chhote
Hum Maidan Mein Utare Na Hote
Toh Tum Bhi Na Hote
Eid Gayi Eidi Gayi Wo Aaye Baa
Maloom Na Gaadi Phir Seedhi Gayi
Nazar Rakhni Izzat De Mahila Ko
Saamne Se Kaun Teri Didi Gayi?
Idhar Se Li Gayi Udhar Se Li Gayi
Sharing Taxi Kaali Aur Peeli Gayi
Ghum Ke Dekh Zara
Mumbai Ki Feeling Hai
90 Pe Kaata Kyon
Peechhe Full Ceiling Hai
Mehnat Karke Ghar Pe Chuha Jala Denge
Da Chale To Phir Dhool Bana Denge
Bhula Nahi Paayega Raju Ki Yaad Ko
Tension Mein Aayega Sulah Kara Denge
Sulah Ulla Idhar Hota Nahi Maa
Public Full Bheje Se Veer Hai
Public Ko Shauk Lene Ka
Le Le Phir Udata Teer
Kya Bolte Badshah? Kya Bolte Ki?
Kya Bolte Company?
Kidhar Hai Phir? Aa Uth Ke Maar Ke
Lavanda Chal Jaake
Marne Se Darte Nahi Chhote
Vaad Hum Karte Toh
Peechhe Mud Karte Nahi Chhote
Bass Ginte Rahe Chhote
Hum Maidan Mein Utare Na Hote
Toh Tum Bhi Na Hote
Koi Jaldi Banega Koi Late Banega
Banta Ka Shiksha Le Set Banega
Haath Khaali Failana Malik Ke Aage
Wahi Hai Johtera Pet Bharenga
Are Dialogue Mein Banta Hai Mast
Rao Idhar Aa Jaake Bachche Ko Darao
Thakte Nahi Agle
Mushkil Mein Hanste Re
Sabko Na Kandhe Pe Chadhao
Baadshah Agli Ko Ye Pasand
Fakar Nahi Apne Ko Tez Pasand
Area Ke Shooter Ko Pucho
Toh Boli Se Apne Ko Case Pa
Case Pasand
Arey Vela Kamrela Area Mein Farooq
Aage Badh Life Mein Kaun Bola Yaaro?
Mumbai Mein Chhokre Log
Bula Rahe Baadshah
Ammi Ne Naam Mera Rakh Diya Sarukh
Kya Bolte Badshah? Kya Bolte Ki?
Kya Bolte Company?
Kidhar Hai Phir? Aa Uth Ke Maar Ke
Lavanda Chal Jaake
Marne Se Darte Nahi Chhote
Vaad Hum Karte Toh
Peechhe Mud Karte Nahi Chhote
Bass Ginte Rahe Chhote
Hum Maidan Mein Utare Na Hote
Toh Tum Bhi Na Hote
Aur Bhai Log
Mumbai Mein Aaye Din
Hota Rehta Hai Ek Haadsa
Aur Mumbai Ke Har Kone Har Gali Mein
Ek Paida Hota Baadshah Hai
Maaloom Hai Na?
Baadshah Bolte
Badshah Lyrics in Hindi
~ Updated Soon ~
Badshah Video Song – Emiway Bantai
The lyrics blend admiration and confidence, capturing the spirit of both Shahrukh Khan’s journey and Emiway’s own hustle. Lines like “Aashiq Hoon Main, Qatil Bhi Hoon, Sabke Dilon Mein Shamil Bhi Hoon” reflect the duality of SRK’s film roles—romantic hero and intense performer. Emiway also channels the attitude of a street hustler, drawing parallels between his grind and SRK’s rise to stardom.
With hard-hitting beats and a bold rap style, the track carries a mix of homage and raw Mumbai street energy. Emiway references SRK’s impact on cinema and culture while embedding his signature rap swagger.
This tribute isn’t just about admiration—it’s about inspiration. Emiway connects SRK’s legacy with his own journey, showing how dedication, resilience, and passion can turn dreams into reality. It’s a track for SRK fans, Mumbai street rap lovers, and anyone who believes in chasing greatness.