Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics – Pati Patni Aur Woh Do (2026

Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics is a Hindi song from the movie Pati Patni Aur Woh Do (2026) featuring Ayushmann Khurrana, Sara Ali Khan, Wamiqa Gabbi, and Rakul Preet Singh. It is sung by Udit Narayan. The lyrics for the song are written by Sameer, and music is composed by Himesh Reshammiya. Read the full lyrics in Hindi and English (Romanized text) below. This post also includes the song’s embedded YouTube video and a downloadable lyrics PDF.

Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics – Pati Patni Aur Woh Do (2026) | Udit Narayan

Song Details

Song Pyar Mein Kyun Hota Hai
Movie Pati Patni Aur Woh Do (2026)
Starring Ayushmann Khurrana, Sara Ali Khan, Wamiqa Gabbi, Rakul Preet Singh
Director Mudassar Aziz
Music Himesh Reshammiya
Lyrics Sameer
Singer Udit Narayan
Song Release 14 May 2026
Link Watch video on YouTube
Download Lyrics PDF

Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics

La-La La-La La
La La-La La-La
La-La La-La La La

Kyun Kisi Ko Wafa Ke Badle
Wafa Nahin Milti
Kyun Kisi Ko Dua Ke Badle
Dua Nahin Milti
Kyun Kisi Ko Khushi Ke Badle
Khushi Nahin Milti

Ye Pyaar Mein Kyun Hota Hai
Ye Pyaar Mein Kyun Hota Hai

Kyun Kisi Ko Wafa Ke Badle
Wafa Nahin Milti

Ishq Kitna Rulaye
Saari Duniya Bhulaye
Bekaraari Badhaye
Chain Ik Pal Na Aaye

Log Ishq Mein Kya Se Kya Hue
Mil Gaye Kabhi Phir Juda Hue

Bas Fiza Mili Is Bahaar Mein
Umr Kat Rahi Intezaar Mein
Kyun Kisi Ko Wafa Ke Badle
Wafa Nahin Milti

Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics in Hindi

ला-ला ला-ला ला
ला ला-ला ला-ला
ला-ला ला-ला ला ला

क्यूँ किसी को वफ़ा के बदले
वफ़ा नहीं मिलती
क्यूँ किसी को दुआ के बदले
दुआ नहीं मिलती
क्यूँ किसी को ख़ुशी के बदले
ख़ुशी नहीं मिलती

ये प्यार में क्यूँ होता है
ये प्यार में क्यूँ होता है

क्यूँ किसी को वफ़ा के बदले
वफ़ा नहीं मिलती

इश्क़ कितना रुलाए
सारी दुनिया भुलाए
बेकरारी बढ़ाए
चैन इक पल ना आए

लोग इश्क़ में क्या से क्या हुए
मिल गए कभी फिर जुदा हुए

बस फ़िज़ा मिली इस बहार में
उम्र कट रही इंतज़ार में
क्यूँ किसी को वफ़ा के बदले
वफ़ा नहीं मिलती

Pyar Mein Kyun Hota Hai Video Song from Pati Patni Aur Woh Do (2026)

Pyar Mein Kyun Hota Hai (Audio) | Pati Patni Aur Woh Do | Ayushmann |Udit N,Himesh Reshammiya,Sameer
Share Your Thoughts / Comments / Lyrics Mistake