Jalpari Lyrics – Faheem Abdullah, Huzaif Nazar,Rather Hashim

Jalpari Lyrics is a Hindi song sung and composed by Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, and Rather Hashim. The lyrics are written by Faheem Abdullah and Huzaif Nazar. The song features Sushmitha Gopinath, Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, and Hashim Rather. You can read the full lyrics in Hindi and English below. This post also includes the embedded YouTube video of the song and a downloadable PDF of the lyrics.

Jalpari Lyrics – Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, Rather Hashim | Hindi Song 2026

Song Details

Song Jalpari
Featuring Sushmitha Gopinath, Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, Hashim Rather
Music Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, Rather Hashim
Lyrics Faheem Abdullah, Huzaif Nazar
Singers Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, Rather Hashim
Song Release 11 February 2026
Link Watch video on YouTube
Download Lyrics PDF

Jalpari Lyrics

Main Ik Shikara Tum Wo Jalpari
Dooba To Main Tumhara Paar
Chala To Haara Main
Behta Hua Ye Paani Main
Aur Ye Kinaara Main
Mohabbat Mein Teri Kar Le
Te Hain Guzaara Ye

Behta Hua Ye Paani Main
Aur Ye Kinaara Main
Mohabbat Mein Teri Kar Le
Te Hain Guzaara Ye

Jo Chalke Aayi Hai Bahaar Hai Na Tu
Mere Dil Ka Karaar Hai Na Tu
Bujh Ke Jalta Wo Khwaab Hai Na Tu
Sunta Pukaar Meri Sada Hai Na Tu

Chali Gayi Mujhse Kehke Yahi
Mujhe Tu Bhulana Nahi
Tanhai Sahi Teri Yaadein Rahi
Par Main Tujhko Bhoola Nahi

Tu Hai Kahin Na Jaane Kahaan
Dhoonda Tujhe Dono Jahaan
Bhulake Mujhe Rulake Mujhe
Jaane Kahaan Meri Jaan
Aansu Raha Aansu Raha

Jo Chalke Aayi Hai Bahaar Hai Na Tu
Mere Dil Ka Karaar Hai Na Tu
Bujh Ke Jalta Wo Khwaab Hai Na Tu
Sunta Pukaar Meri Sada Hai Na Tu

Jalpari Lyrics in Hindi

मैं इक शिकारा तुम वो जलपरी
डूबा तो मैं तुम्हारा पार चला तो हारा मैं
बहता हुआ ये पानी मैं और ये किनारा मैं
मोहब्बत में तेरी कर लेते हैं गुज़ारा ये
बहता हुआ ये पानी मैं और ये किनारा मैं
मोहब्बत में तेरी कर लेते हैं गुज़ारा ये
जो चलके आई है बहार है ना तू
मेरे दिल का करार है ना तू
बुझ के जलता वो ख़्वाब है ना तू
सुनता पुकार मेरी सदा है ना तू

चली गई मुझसे कहके यही
मुझे तू भुलाना नहीं
तन्हाई सही तेरी यादें रहीं
पर मैं तुझको भूला नहीं

तू है कहीं ना जाने कहाँ
ढूँढा तुझे दोनों जहाँ
भुलाके मुझे रुलाके मुझे
जाने कहाँ मेरी जान
आँसू रहा आँसू रहा

जो चलके आई है बहार है ना तू
मेरे दिल का करार है ना तू
बुझ के जलता वो ख़्वाब है ना तू
सुनता पुकार मेरी सदा है ना तू

Jalpari Video Song – Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, Rather Hashim | Hindi Song 2026

JALPARI (Music Video): Faheem Abdullah | Huzaif Nazar | Rather Hashim | Bhushan Kumar
Share Your Thoughts / Comments / Lyrics Mistake