Zara Zara Lyrics is a Hindi song from the movie Gandhi Talks, featuring Vijay Sethupathi, Arvind Swamy, Aditi Rao Hydari, and Siddharth Jadhav, sung by Hinanaaz Bali and Faiz Mustafa. The lyrics for the song are written by Nirmika Singh, and music is composed by A.R. Rahman. Read the full lyrics in Hindi and English below. This post also includes the song’s embedded YouTube video and a downloadable lyrics PDF.

Song Details
| Song | Zara Zara |
|---|---|
| Movie | Gandhi Talks |
| Starring | Vijay Sethupathi, Arvind Swamy, Aditi Rao Hydari, Siddharth Jadhav |
| Director | Kishor Pandurang Belekar |
| Music | A.R. Rahman |
| Lyrics | Nirmika Singh |
| Singers | Hinanaaz Bali, Faiz Mustafa |
| Song Release | 22 January 2026 |
| Link | Watch video on YouTube |
| Download Lyrics PDF |
Zara Zara Lyrics
Zara Zara Hairaan Main Hui
Samajh Ke Saari Baatein Bhi
Naadaan Main Hui
Qurbaaniyon Mein Jo Maza Hai
Zara Zara Hairaan Main Hui
Aaj Agar Ro Jaaoon, Na Roko
Juda Bhi Hue To Amar Ho Ke Dekho
Chhup-Chhup Ke
Khushiyaan Mana Rahe Hain
Zara Zara Hairaan Main Hui
Samajh Ke Saari Baatein Bhi
Naadaan Main Hui
Zindagi Ko Le Ke
Mere Sau Tareeke
Dheere-Dheere Bheege Se
Raaste Wahi Hain
Jaanti Nahin Hain
Meri Qurbaaniyaan..
Manzilon Ne Toka
Saanson Ne Bhi Roka
Aankhon Mein Guroor
Meri Manmaaniyon Ne Pighlaaya
Ye Pyaar Hamaara Kahaan Beh Raha Hai
Ghar Mein Tumhaare, Sirhaane Hamaare
Khaamoshiyon Ne Kaha Hai Humse
Zara Zara Hairaan Main Hui
Samajh Ke Saari Baatein Bhi
Naadaan Main Hui
Mere Ghar Ke Neeche Neeli Ek Nadi Hai
Maano Zindagi Hai Ye
Lakeeron Se Roki, Lakeeron Se Jodi
Mohabbat Ka Jaljala Hai
Is Paar Main Hoon, Us Paar Tum
Doobna Zaroor
Main Jaan Bhi De Na Paaya
Do Boond Le Ke Samandar Banaaye
Ek Shaamiyaane Mein Jeevan Sajaaye
Toofaan Mujhe Bahlaaye
Zara Zara Hairaan Main Hui
(Hairaan Ho Gayi)
Samajh Ke Saari Baatein Bhi
Naadaan Main Hui
Zara Zara Lyrics in Hindi
ज़रा ज़रा हैरान मैं हुई
समझ के सारी बातें भी नादान मैं हुई
क़ुर्बानियों में जो मज़ा है
ज़रा ज़रा हैरान मैं हुई
आज अगर रो जाऊँ, ना रोको
जुदा भी हुए तो अमर हो के देखो
छुप-छुप के खुशियाँ मना रहे हैं
ज़रा ज़रा हैरान मैं हुई
समझ के सारी बातें भी नादान मैं हुई
ज़िंदगी को ले के
मेरे सौ तरीके धीरे-धीरे भींगे से
रास्ते वही हैं,
जानती नहीं हैं मेरी क़ुर्बानियाँ..
मंज़िलों ने टोका, साँसों ने भी रोका
आँखों में गुरूर
मेरी मनमानियों.. ने पिघलाया
ये प्यार हमारा कहाँ बह रहा है
घर में तुम्हारे, सिरहाने हमारे
ख़ामोशियों ने कहा है हमसे
ज़रा ज़रा हैरान मैं हुई
समझ के सारी बातें भी नादान मैं हुई
मेरे घर के नीचे नीली एक नदी है
मानो ज़िंदगी है ये
लकीरों से रोकी, लकीरों से जोड़ी
मोहब्बत का जलजला है
इस पार मैं हूँ, उस पार तुम
डूबना ज़रूर
मैं जान भी दे ना पाया
दो बूँद ले के समंदर बनाए
एक शामियाने में जीवन सजाए
तूफ़ान मुझे बहलाए
ज़रा ज़रा हैरान मैं हुई
(हैरान हो गयी)
समझ के सारी बातें भी नादान मैं हुई