Jaana Nahi Lyrics is a Hindi song sung by Faheem Abdullah featuring Sunny Kaushal and Tanya Maniktala. The lyrics for the song are written by Sagar, and music is composed by Bunny. Read the full lyrics in Hindi and English below. This post also includes the song’s embedded YouTube video and a downloadable lyrics PDF.

Song Details
| Song | Jaana Nahi |
|---|---|
| Featuring | Sunny Kaushal, Tanya Maniktala |
| Music | Bunny |
| Lyrics | Sagar |
| Singer | Faheem Abdullah |
| Song Release | 23 September 2025 |
| Link | Watch video on YouTube |
| Download Lyrics PDF |
Jaana Nahi Lyrics
Hum Na Sunenge Ik Bhi Teri
Bas Ab Aur Bahaana Nahi
Tab Tak Jab Tak Main Na Kahoon
Uthke Kaheen Bhi Jaana Nahi
Tab Tak Jab Tak Main Na Kahoon
Uthke Kaheen Bhi Jaana Nahi
Yeh Raat Baaki Hai
Abhi Baat Baaki Hai
Neend Tujhe Aa Jaaye Toh
Baahon Mein So Jaana Yahin
Tab Tak Jab Tak Main Na Kahoon
Uthke Kaheen Bhi Jaana Nahi
Tab Tak Jab Tak Main Na Kahoon
Uthke Kaheen Bhi Jaana Nahi
Aasmaan Mein Hain Baadal Thode Se
Ho Rahe Hain Hum Paagal Thode Se
Aaj Iss Raat Mein, Bheege Barsaat Mein
Dono Ik Saath Mein, O Re Piya
Kuch Mat Bolo, Zulfein Kholo
Haath Mein Rakh Do Haath, Piya
Zara Paas Toh Aao
Meri Pyaas Bujhao
Kehne Laga Hoon Aaj Main Jo
Jaake Kisi Ko Batana Nahi
Tab Tak Jab Tak Main Na Kahoon
Uthke Kaheen Bhi Jaana Nahi
Tab Tak Jab Tak Main Na Kahoon
Uthke Kaheen Bhi Jaana Nahi
Paas Yun Aake, Saansein Kaanpe
Gehri Aankhein, Uff, Yeh Teri
Laage Mujhko Chhoo Kar Tujhko
Jaayegi, Haaye, Jaan Meri
Sau Jid Vaaroon, Tujhko Sanvaroon
Chaand Utaaroon Terе Liye
Soona Ghar Hai, Kiska Darr Hai
Hai Tu Yahaan Par Mere Liyе
Ho Jaaye, Aa, Paagal
Beqaabu Hai Sagar
Rehna Hai Tere Dil Mein Mujhe
Mera Koi Aur Thikaana Nahi
Tab Tak Jab Tak Main Na Kahoon
Uthke Kaheen Bhi Jaana Nahi
Tab Tak Jab Tak Main Na Kahoon
Jaana Nahi
Jaana Nahi Lyrics in Hindi
हम ना सुनेंगे इक भी तेरी
बस अब और बहाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूँ
उठ के कहीं भी जाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूँ
उठ के कहीं भी जाना नहीं
ये रात बाकी है
अभी बात बाकी है
नींद तुझे आ जाए तो
बाहों में सो जाना यहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूँ
उठ के कहीं भी जाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूँ
उठ के कहीं भी जाना नहीं
आसमाँ में हैं बादल थोड़े से
हो रहे हैं हम पागल थोड़े से
आज इस रात में, भीगे बरसात में
दोनों इक साथ में, ओ रे पिया
कुछ मत बोलो, ज़ुल्फ़ें खोलो
हाथ में रख दो हाथ, पिया
ज़रा पास तो आओ
मेरी प्यास बुझाओ
कहने लगा हूँ आज मैं जो
जा के किसी को बताना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूँ
उठ के कहीं भी जाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूँ
उठ के कहीं भी जाना नहीं
पास यूँ आके, सांसें कांपे
गहरी आँखें, उफ्फ, ये तेरी
लागे मुझको छू कर तुझको
जाएगी, हाय, जान मेरी
सौ जिद वारूँ, तुझको संवारूँ
चाँद उतारूँ तेरे लिए
सूना घर है, किसका डर है
है तू यहाँ पर मेरे लिए
हो जाए, आ, पागल
बेक़ाबू है सागर
रहना है तेरे दिल में मुझे
मेरा कोई और ठिकाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूँ
उठ के कहीं भी जाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूँ
जाना नहीं