This post features Bhole Ke Mandir Mein lyrics in Hindi and English. The devotional song features Pratik Dixit, Jyoti Kukrety, and Vidhaan Sharma, and is directed by Kashan. The music is composed by Deepali Sathe, and the heartfelt lyrics are penned by Saaveri Verma. Sung by the legendary Sonu Nigam, the song was released on 22 February 2024. The lyrics beautifully express a devotee’s journey and faith.
The song describes how the devotees answer questions from their loved ones about their spiritual journey, mentioning their plans to bathe in Ganga flowing from Shiva’s locks and trusting the provider of the universe to offer them nourishment. This devotional melody carries a deep sense of devotion and surrender.
Song | Bhole Ke Mandir Mein (भोले के मंदिर में) |
Starring | Pratik Dixit, Jyoti Kukrety, Vidhaan Sharma |
Director | Kashan |
Music | Deepali Sathe |
Lyrics | Saaveri Verma |
Singer | Sonu Nigam |
Song Release | 22 February 2024 |
Video Link | Watch on YouTube |
Bhole Ke Mandir Mein Lyrics in English
Badi Fursat Se Bhole Hum
Tere Mandir Mein Aaye Hain
Badi Fursat Se Bhole Hum
Tere Mandir Mein Aaye Hain
Ke Aate Der Ho Jayegi
Ghar Me Bol Aaye Hain
Ke Aate Der Ho Jayegi
Ghar Me Bol Aaye Hain
Hume Jab Maa Ne Ye Puchha
Kahan Beta Nahaoge
Hume Jab Maa Ne Ye Puchha
Kahan Beta Nahaoge
Jata Se Ganga Bahti Hai
Wahi Hum Bhi Naha Lenge
Jata Se Ganga Bahti Hai
Wahi Hum Bhi Naha Lenge
Humen Jab Maa Ne Ye Puchha
Kahan Tum Khana Khaoge
Humen Jab Maa Ne Ye Puchha
Kahan Tum Khana Khaoge
Jo Palanhar Jag Ke Hain
Hume Bhi Kuchh Khila Denge
Jo Palanhar Jag Ke Hain
Hume Bhi Kuchh Khila Denge
Hume Jab Maa Ne Ye Puchha
Kahan Aaram Paoge
Hume Jab Maa Ne Ye Puchha
Kahan Aaram Paoge
Hai Bhole Ki Sharan Thandi
Wahin Hum Let Jayenge
Hai Bhole Ki Sharan Thandi
Wahin Hum Let Jayenge
Badi Fursat Se Bhole Hum
Tere Mandir Me Aaye Hain
Ke Aate Der Ho Jayegi
Ghar Me Bol Aaye Hain
Bhole Ke Mandir Mein Lyrics in Hindi
बड़ी फुर्सत से भोले हम
तेरे मंदिर में आए हैं
बड़ी फुर्सत से भोले हम
तेरे मंदिर में आए हैं
के आते देर हो जाएगी
घर में बोल आए हैं
के आते देर हो जाएगी
घर में बोल आए हैं
हमें जब मां ने ये पूछा
कहां बेटा नहाओगे
हमें जब मां ने ये पूछा
कहां बेटा नहाओगे
जटा से गंगा बहती है
वही हम भी नहा लेंगे
जटा से गंगा बहती है
वही हम भी नहा लेंगे
हमें जब मां ने ये पूछा
कहां तुम खाना खाओगे
हमें जब मां ने ये पूछा
कहां तुम खाना खाओगे
जो पालनहार जग के हैं
हमें भी कुछ खिला देंगे
जो पालनहार जग के हैं
हमें भी कुछ खिला देंगे
हमें जब मां ने ये पूछा
कहां आराम पाओगे
हमें जब मां ने ये पूछा
कहां आराम पाओगे
है भोले की शरण ठंडी
वहीं हम लेट जाएंगे
है भोले की शरण ठंडी
वहीं हम लेट जाएंगे
बड़ी फुर्सत से भोले हम
तेरे मंदिर में आए हैं
के आते देर हो जाएगी
घर में बोल आए हैं