Koi Naam Lyrics is a Hindi song performed and written by Jasleen Royal and Aditya Sharma. This song tells a story about memories and lost love, and how it changes the way we feel about time and life. The song reminds us that if we stop for a moment and truly feel our emotions, we can slowly heal and see the beauty hidden inside our pain. You can read the full lyrics in Hindi and English below. This post also includes the embedded YouTube video of the song and a downloadable PDF of the lyrics.

Song Details
| Song | Koi Naam |
|---|---|
| Music | Jasleen Royal, Aditya Sharma |
| Lyrics | Jasleen Royal, Aditya Sharma |
| Singers | Jasleen Royal, Aditya Sharma |
| Song Release | 06 January 2026 |
| Link | Watch video on YouTube |
| Download Lyrics PDF |
Koi Naam Lyrics
Kaise Tumse Pyaar Karein
Soche Kya Intezaar Karein
Sach Pucho To Dar Lagta Hai
Tum Bin Soona Ghar Lagta Hai
Chaaha Tha Tumhe Sare – aam
Dena Tha Ise Koi Naam
Chaaha Tha Tumhe Sare – aam
Dena Tha Ise Koi Naam
Koi Naam
Jaa Ve Maahi Saanu
Kalleyaan Chhad De
Seene Laawan Darda Nu
Pooche Kabhi Haal Koi
Aankhein Churaayi Hain
Ye Dil Mera Teri Taraf Se
Deta Safaai Hai
Socha Na Tha
Hoga Mumkin
Jeena Seekha
Ab Ke Tum Bin
Chaaha Tha Tumhe Sare – aam
Dena Tha Ise Koi Naam
Chaaha Tha Tumhe Sare – aam
Dena Tha Ise Koi Naam
Koi Naam
Humsafar Sa Tha
Khush Khabar Sa Tha
Jaane Kyu Laga
Humsafar Sa Tha
Khush Khabar Sa Tha
Jaane Kyu Laga
Rabb Jaane
Main Mar Muki Haan
Vichoda Meri Jaan
Sehndi Hai
Tak Tak Ke
Payi Roni Haan
Hathaan Ute Laal Mehndi Hai
Koi Naam Lyrics in Hindi
कैसे तुमसे प्यार करें
सोचे क्या इंतज़ार करें
सच पूछो तो डर लगता है
तुम बिन सूना घर लगता है
चाहा था तुम्हें सरेआम
देना था इसे कोई नाम
चाहा था तुम्हें सरेआम
देना था इसे कोई नाम
कोई नाम
जा वे माही सानूं कल्लेयां छड्ड दे
सीने लावां दर्दा नूं
पूछे कभी हाल कोई
आँखें चुराई हैं
ये दिल मेरा तेरी तरफ से
देता सफ़ाई है
सोचा न था
होगा मुमकिन
जीना सीखा
अब के तुम बिन
चाहा था तुम्हें सरे आम
देना था इसे कोई नाम
चाहा था तुम्हें सरेआम
देना था इसे कोई नाम
कोई नाम
हमसफ़र सा था
ख़ुश ख़बर सा था
जाने क्यूँ लगा
हमसफ़र सा था
ख़ुश ख़बर सा था
जाने क्यूँ लगा
रब जाने
मैं मर मुक्की हाँ
विछोड़ा मेरी जान
सहंदी है
टक टक के
पई रोनी हाँ
हथां उते लाल मेहंदी है